PopNovel

Reading Books on PopNovel APP

True feelings of love

True feelings of love

Author:Abhi

Updating

Introduction
A love story of Dev And Meera. they don't know what happening in their heart and lives .they both are school classmates when story is began. From beginning they even not friends but as the grow up become true soulmate. but their is not comfortable from beginning.
Show All▼
Chapter

  Bat us samay ki hai jab Meera 10th class me thi. Wo delhi me rahti thi , ghar me sabse chhoti hone ke karan sabki bahut pyari thi . Kamar tak Lambe baal, big blue beautiful eyes, gora rang , Sharpe nose hone se uski khubsurati me aur char Chad lag jate the. Jis raste se nikalti vaha pe logo ki aankhe usse hatti nahi thi. Lekin wo kisi pe bhi dhyan nahi deti thi, wo to apne aap me hi khush rahti thi kyonki wo sapne bahut dekha karti thi.

  One day wo apni class me baithi hui thi lunch period tha shayad, sabhi kids apne apne group me gossips kar rahe the, tabhi achanak ek street dog class me aa gaya

shayad watchman dekh nahi paya hoga

use dekhte hi Shobha

Meera ki classmate

jor jor se shout karne lagi. Use aise dekhkar class ka ek boy jor se hasne laga.

  Use aise hanste huye dekh Shobha ko bahut gussa aaya wo usko dantne hi wali thi ki tabhi class me teacher aa gai kyonki lunch period finish ho gaya tha. 4 o'clock jab school ka time over ho gaya to sabhi kids school se Jane ke liye apna apna bag pack karne lage .

  Tabhi Shobha us boy ke pas gai aur usko bahut gussa kiya .

  Shobha said to Boy :- how dare you to laugh at me , I am not someone who easily bullied , if i am scared who are you to laugh at me.

  Boy :- Sorry Shobha I didn't mean that please forgive me .

  Shobha :- ok remember next time.

  Us boy ka name tha Dev agnihotri. Lamba kad , samba rang, big eyes, eyes ke beech me halki si attach eyebrows hone se bahut hi handsome dikhta tha. Girls usse bat karne ke bahane dhundhti thi. All subjects me uske class me sabse jyada mark's aate the isliye kuch boys usse jalte bhi the.

  Vaise ye bat itni koi badhi nahi thi ki Shobha ko gussa aaye actually Shobha Dev se jealous thi kyonki Shobha ke mark's class me always second aate the aur Dev ke first . That's why wo Dev se hamesha inferiority feel karti thi aur dog wale accident k bad use Dev ko neecha dikhana ka mayka mil gaya tha.

  Meera ko Shobha ka yu Dev ko gussa karna achcha nahi laga kyo ye to Meera bhi nahi janti thi. Lekin wo Dev ke liye bahut bura feel kar rahi thi , us din Meera ko school se aane ke bad kisi cheej me man nahi laga. Bahut think kanne ke bad bhi usko samajh nahi aaya ki usko kisi aur ke liye itna bura kyon lag raha tha . phir 2-3 days me wo es baat ko bhul bhi gai.

  Meera in dino kuchh alag sa feel kar rahi thi lekin wo kya tha ye to usko bhi samajh nahi aaya.

  Meera ke father and mother dono doctor the isliye wo log always busy rahte the . Meera ke parents use kisi cheej ke liye mana nahi karte the kyonki wo meera par trust karte the. And ofcourse wo jantethe ki karan hamesha Meera ki take care karta hai . For them Meera is like a treasure.

  Aap soch rahe honge who is Karan .Karan is Meer's big brother jo usse 4 year's big tha . Uska name tha karan Kapoor ya I forgot to tell you Meera's surname is Kapoor. Wo apne bhai se sari bate share karti thi aur karan bhi Meera ke liye bahut protective tha aur usko hamesha sahi galat ki seekh deta tha , Meera apne bhai se koi bat nahi chhupati thi . Karan is tall dark handsome boy but hamesha uska chehra aise cold rahta tha like ice. He smile only in front of Meera and his parents.

  ye dog wala incident Meera ne apne bhai ko isliye nahi bataya kyonki us time karan apne college ki taraf se educational tour pe gaya Hua tha. Aur 15 days after jab wo aaya tab tak Meera is bare me bhul gai thi aur apne exam pe concentrate kar rahi thi.

  Slowly time passed like air . sabhi apne academics pe focus karne lage kyonki final exam start hone wale the so Meera ka bhsi uske exam me puri help karta tha he is like a Mantor. Meera ki friends always Meera se request karti ki humko bhi Karan se Tuition dila do lekin Karan kabhi ready nahi Hua.

  Exam ka last day tha sabhi kids class me apni apni vacations ka plan bata rahe the .they were very happy , obviously Meera bhi bahut khush thi kyonki wo bhi relatives ke ghar Jane wali thi. Meera kuchh dino ke liye apni uncle aunty ke ghar Shimla chali gai lekin jaldi hi bapis bhi aa gai kyonki usko achcha nahi lag raha tha vaise uska plan to puri vacations shimla me spend karne ka tha lekin wo vapis Delhi aa gai Karan k sath.

  15 days nikal gaye holidays ke lekin Meera ne jaisa socha tha ki wo bahut enjoy karegi vaisa bilkul bhi nahi Hua kyonki Meera khush hi nahi thi. Meera ko kuchh aisa feel ho raha tha ki wo kuchh miss kar rahi hai lekin kya . She didn't understand.

  One day Meera apni best friend Pooja

Pooja is also Meers classmate.

ke sath market gai . Pooja is also very protective she think Meera is a delicat doll. Pooja is like tomboy girl jo ki sabse pange Leto rahti thi. Pooja is a vasket ball player .

  And wo man hi man Karan ko pasand karti thi kyonki Pooja aur Meera best buddies thi to Pooja ka Meera ke ghar aana jana jyada hota tha to kabhi kabhi Karan se bhi mulakat ho jati thi . POOJA me ek bat thi ki jab bhi Karan uske samne aata to uski tomboy wali image gayab ho jati aur koi notice na kar le isliye ro Karan ke samne Jane se katrati thi.